Qazi Waqar Ahmad Books Pdf Free Download







In this post, I am going to share with you Qazi Waqar Ahmad Books in PDF format for educational purposes. These all books are very valuable and mujrab. Let’s go to the topic;

Table of Contents


Qazi Waqar Books in Urdu and Hindi

Taskher e Pari

Qazi waqar ki ye kitab 61 pages per mushtamil hai. Es kitab mein apko Parion Jinaat o Shayateen ko hazir karne ke tillismi amliyat parhne ko milengy.

For Example, Hussan pari ko taskher karna, Sifli dewi ko hazir karna, Mohini devi, Malka sab ko qabu karna, etc.

Size: 6.31 MBDownload Now

Taskher e Shaitan o Jin

Jinaat ko taskher karne ki ye kitab 35 pages per mushtamil hai. Es kitab ke tamam taskheri amliyat qazi sahab ke mujrab or azmouda hain. Ye sifli amaal ki nayab kitab hai.


Ap es kitab mein Jinat or shaitan ko hazir karne ke tariqy, parion or devion ko taskher karna, khubsurat parion ki hazari, hamzad ko taskher karne ke amliyat, etc parh saktey hain.

Size: 65.95 MBDownload Now

Sehr ul Qadeem

Es kitab mein qadeem zamaney ke sehr ke mutaliq likha gya hai. Es kitab mein 42 safhat hain. Ye kitab mujrab or azmouda amaal ka khazana hai.

Ap es kitab mein mandrja zail topics parh saktey hain;


  • Teesri ankh kholne ka amal
  • Ya Wadudu ki zakat ada karne ka tariqa
  • Haziraat ke amaal
  • Maal o Doulat ko taskher karna
  • Muhabbat pane ka noori amal
  • Mehbob ko taskher karna
  • Jalb ul sehr or Irsal e hatif etc.
Size: 33.5 MBDownload Now

Mantar Shakti

Qazi waqar sahab ki ye bohat he khaas mantar ki kitab hai. Es kitab mein jitney mein tillismi amliyat or amaal likhey gaye hain wo Qazi sahab ke mujrab hain. Jo ke onhon ne bary bary Aamleen or Jogi Sanyasi logo se hasil kiye hain.

Size: 23.21 MBDownload Now

Mujrabat e Qazi Waqar Ahmed

Qazi waqar ahmed ne apne tamam mujrab or azmouda amliyat o tillismat es ktiab mein likh diye hain. Ye kitab 201 pages per mushtamil hai. Es kitab mein apko jitney bhi amliyat o tawezat parhne ko milnegy wo apne kisi kitab mein nahi dekhe hongy. Baqol e Qazi sahab es kitab ke amliyat ko her mazhab se relation rakhne wala shakhs istemal kar sakta hai.

Size: 89.58 MBDownload Now


Post a Comment

 
Top