Ilm e Jafar Books in Urdu Free Download Pdf
If you are looking for ilm e Jafar Books in Urdu Pdf, So you came to the right place. Here you can download hidden numerical values books for educational purposes.
ilm e Jafar ki Kitabein in Urdu
Aj apke sath ilm e jafar ki 5 best books share ki ja rahi hain jo ke bohat he ziada nayab hain. Agar ap ilm e jaffar ko sekhna chahtey hain tu en kitabon ka mutaliah lazmi karein.
Jafar ul Jamae
Es kitab ke likhari ka naam Sufi Muhammad Nadeem Muhammadi hai. Ap ko es kitab mein duniya ki her ashiya ka naam parhne ko melega or es kitab ki madad se ap her sawal ka jawab khud istekhraj kar saktey hain.
Moreover, Kowakib ki nahosat ko khtam karne ki dua, Harof tehji ki zakat ada karne ka tariqa, Qamar ki Manazil, Dua isme ilahi harof e nida ke sath, etc.
Fayoz e Jafar
Muhammad Ghulam Abbas Awan es kitab ke musanif hain. You can read the following topics in this book;
Jafar Amliyat, Saat ki ikhteraj ka tariqa, Rijal ul ghaib, Isma e baroj, Tilismat, Sehr ya kala jado, etc.
Khazina e Jafar
ilm e jafar ki kitab ko Jafaar o Mahir e ilm ul Adad Liaqat Ullah Qureshi ne likha hai. Khazena e Jafar mein apko Istelahaat e Jafar, Abjad Qamari o Shamsi, Qaida e Inzariya, Mustehsila e Khadbeh, Kaleed e Ehtm, Tajreed, Tasheed, Arbah Tadweer, Tanzaqor, etc.
Ramoz ul Jafar
Ramooz ul Jaffar kitab ke author ka naam Kash Al Barni Sahab hai. Es kitab mein apko mandrja zail topics parhne ko melengy;
- ilm ul Haroof wala Adad
- Daira e Asma Ullah Husna
- Hal ul Mushkilat
- Amal Hub o Taskheer
- Amaal e Shar
- Amal Hasool e Rizq o Kashaish
- Amal e Taskher e Hukam o Taskher e Khalq
- Amaal e Aqoud
- Amaal e Sharfaat o Nazrat e Kuwakib
- Mutafarqat
Israr ul Jafar
Syed Hussain Shah Gillani ne es ilm e jafar ki kitaab ko likha hai. Ap ko madrja zel topics parhne ko melengy;
Jafar ki ehmiyat o tareekh, ilm ul akhbar, elm e abjad o jafar, Noroz qamari taqseem, Jafari istelahat, Haroof e nazera, Mah e Arabi, Moukalat, Qanon e istekhraj, Baroj ke taluqat e Qamar dar Aqrab, Jafar ka ek Asaan Qaida, Khuwas ul Haroof, etc.
thanks a lot!
ReplyDelete